shubh bhavna, shubh kamana

ॐ सर्वे भवन्तु सुखिनः।
सर्वे सन्तु निरामयाः।

सर्वे भद्राणि पश्यन्तु।
माकश्चित् दुःख भाग्भवेत्॥ ॐ शान्तिः ! शान्तिः ! शान्तिः॥

हे प्रभु : सभी सुखी होवें, सभी रोगमुक्त रहें, सभी का जीवन मंगलमय बनें और कोई भी दुःख का भागी न बने।
हे ईश्वर हमें ऐसा आशीवार्द दो !
ॐ शान्तिः ! शान्तिः ! शान्तिः॥

bada bal. pavitrata ka bal, ySog ka bal
kisika shubh sochengay to shubh hota hai.ashubh sochengay to ashubh bhi ho sakta hai.

Aatmik bhav ko badatey rahey
humara is sansar mein kisike sath dushmani nahi hai. har atma bhai bhai.
had ke deewarom mein na aaye. sab ke prati sam bhav.

pavitrata ke bal ko badatey chaley. chota bachcha, didi, dadi, kumariya sara
sansar maa ke roop mein pukar raha hai. durga ma, lakshmi ma, saraswati ma
shakti shali sthithi se prem pyar bantey rahi

gun grahi drishti – avgunom mo dekhney ka cheshma nahi pehno
gun dekhna ka, viseshatayein dekhney ka chashma pehanna hai.

vishwa ek parivar hai. we are the children of the one father. Vasudaiva kutumbikam
One God, One World family. apna parivar samajtey hai, to parivarvalom ke prati shub bhavna rehti hai
koyi aagay bad

aham aur vaham ki samapti
aham bhav hai – mein hee bada hu, mujhey hee sab kuch to ashubh
vaham

apaney pan ki bhavna ho…kisiki kami najar nahi aati. Dadiyon ne apna pan dikhayi deta tha..sada vunke dil
mein harek ke prati shubh bhawana rahi….bada dil raha. kshama , daya, reham bhav sada thi.

hum purvaj atmayein hai, kisi bhi dharam, jaati ke ho, sab ke sath humara connection hai directly ro indirectly
in pattom ki palana karna, sahyog dena humara karthavy hai.

data ke bachey hai. aapse koyi khali hath na jaaye. jeb se kuch nahi dengay to drishti, smile to de hee sakte hai
Ever fresh, ever green, ever cheerful humara chehra ho, khila huwa ho…bageechey ka sarey phool khile huye ho

mera na koyi mitr hai, na mera koyi shatru hai. sab ke prati shubh bhavna, kaamna hai.

mein master vishwa kalyankari aatma hu
mein master data, vardata hu
mein shudh, pavitra aatma hu
mein sarey vishwa ka sewadhari hu
mein poorvaj aatma hu

nirakari, nirvikari, nirahankari hu. nirman jo hai, vunke prati sabka pyar hota hai.
nimith, nirman, nirmal vani – dadi ji ke mahamantr.
kam bolo, meetey bolo, dheerey bolo
swachchata, sabhyata, satyata, royalty aur reality.

merey bol, badey anmol, meetey ho.

koyi aapka insult karta hai, aapka apmaan karta hai, aap ke ashubh bhavnayein rakta hai, koyi aap ke
peechey khaddey kodta hai aise vyakti ke prati shubh bhavna kaise rakhey. peechey aapke liye humesha vulta
bolta hai.
sampoorna pavitrata arthat harek aatma ke prati shubh bhavna. hum vunko dekhte nahi hai, to bhi man mein vahi
vyakti baar baar aata hai…aisa vyakti baba ke saamne jaayengay, dadi ke saamney jaayengay,to vunkey prati
itna pyar barsayengay, itna pyar barsayengay, iske peechey kya raaj hai.
vus aatma ka aadi, anaadi swaroop dekhna hai, vartaman samay ka nahi.
glaani karne valom ko galey lagavo.
aapke murti tayyaar ho raha hai. aap par phool chada rahe hai. aap ke gale mein har chada rahe hai.

na kisi vyakti ke sath pyar, na kisike sath dushmani, donom mein se koyi ek hai, to humari budhi vunki tarah hi jaayegi
yog mein vahi tapkengay…isliye

Subscribe Newsletter